OP: February 23, 2012, 12:40:45 PM
Bismillah Hir Rahman Nir Raheem
Allahumma Salle 'ala Syedina Muhammadin wa 'ala Aalihi Syedina Muhammadin Wa Barik Wa Sallim
Salaam Recited by Mohtaram Mushtaq Qadri Attari Saheb ( Rahmatullah Allaih )Aye Saba Mustafa (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *) Se Keh Dena
Gham Ke Maray Salam Kehte hain
Yaad Karte Hain Tum Ko Shaam o Sahar
Bay Saharay Salam Kehte Hain
Allah Allah Huzoor (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *) Ki Batein
Marhaba Rang O Noor Ki Batein
Chand Jin Par Nisar Hota Hai
Aur Taray Salam Kehte Hain
Jab Muhammad (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *) Ka Naam Ata Hai
Rehmatoun Ka Payam Hai
Lub Hamaray Durood Padhte Hain
Dil Hamaray Salam Kehte Hain
Zikr Tha Akhri Mahinay Ka
Tazkira chid gaya Madinay Ka
Hajiyo Mustafa (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *) Se Kehdena
Gham ke maray Salam Kehte Hain
Sabz Gumbad Ka Ankh Mein Manzar
Aur Tasawwaur Mein Aap Ka Mimbar
Samnay Jaliyan Ho Rozay Ki
Dil Hamaray Salam Kehte Hain
Aye Khuda Ke Habeeb Pyare Rasool (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *)
Yeh Hamara Salam Kijiye Qubool
Aaj Mehfil Mein Jitne Hazir Hain
Milkay Sare Salam Kehte Hain
Aye Saba Mustafa (* Sal-lal-lahu alaihi wa sallam *) Se Kehdena
Gham Ke Maray Salam Kehte hain
Yaad Karte Hain Tum Ko Sham O Sahar
Dil Hamaray Salam Kehte Hain
Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad ( Sal-lal-lahu alaihi wa sallam ) and said "Allah Almighty has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(A.S) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah Almighty showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah
Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning
ten times and in the evening ten times, for him shall be My intercession on the day of Qiyamah."
"By Him in whose Hands My life is, none of you will have faith till he loves Me more than his father and children."
-- Prophet Muhammad (Sal-lal-lahu alaihi wa sallam ), narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu)